“Nikhra Chehra” ek mukhtasar aur asaan beauty guide hai jo chehre ko saaf, fresh aur naturally glowing banane ke liye mufeed tips aur gharelu tareeqon par mabni hai۔ Is kitab mein skin care aur rozana ki behtareen aadaton ke zariye chehre ki khoobsurti nikharne ke asaan tareeqe bataye gaye hain۔