← Health Tools
Mardana Sehat · 18+ · Private Check

📏 Size Checker — Mera Size Normal Hai?

Sirf 11 sawal, 2 minute. Aap ke jawab duniya bhar ki research (average size) se milaye jate hain aur bataya jata hai ke size normal hai ya nahi — aur fikar ki asal wajah kya hai. Aap ke jawab private rahenge.

Sawal 1 / 11
Aap ki umar?
Sakhti (erection) ki halat mein lambai kitni hai?
Sahi tareeqa: sakhti mein, upar ki taraf se — scale ko jism (haddi) se daba kar jad (base) se sire tak naapein.
Motai (sakhti mein) kaisi lagti hai?
Dheeli halat (bina sakhti) mein kaisa lagta hai?
Sakhti poori aati hai?
Shakal kaisi hai?
Pait aur wazan?
Hambistari mein dukhul (penetration) kaisa hota hai?
Kya biwi ne kabhi size ki shikayat ki hai?
Size ki fikar kahan se aayi?
Ye fikar aap ko kitna pareshan karti hai?

Ye self-check sirf 18+ mardon ki aam rehnumai ke liye hai, medical diagnosis nahi. Kisi bhi fikar ke liye male specialist se mashwara karein.