← Health Tools
Mardana Sehat · Private Quiz

⏱️ Mardana Timing Checker

Apni timing aur control check karein — sirf 10 sawal, 2 minute. Sach sach jawab dein, koi ghalat jawab nahi hota. Aap ke jawab private rahenge.

Sawal 1 / 10
Hambistari mein dukhul (penetration) ke baad aam tor par kitni der mein discharge ho jata hai?
Jaldi discharge ka masla kab se hai?
Discharge ko apni marzi se der tak rokna aap ke liye kitna mushkil hai?
Kitni baar aap ke chahne se pehle hi discharge ho jata hai?
Kya thori si chhed-chhaar (foreplay) ya chhoone se hi discharge ho jata hai?
Jaldi discharge ki wajah se aap kitna pareshan ya frustrated hote hain?
Aap ko kitni fikar rehti hai ke aap ki timing se biwi mutmain nahi hoti?
Kya sakhti (erection) mein bhi masla hota hai — kamzor rehti hai ya jaldi dheeli ho jati hai?
Kya pehle ya ab masturbation (hath se) ki zyada aadat rahi hai?
In mein se sab se zyada kaun si cheez aap par lagoo hoti hai?

Ye self-assessment sirf aam rehnumai ke liye hai aur medical diagnosis nahi hai. Behtar dekhbhaal ke liye doctor se zaroor mashwara karein.